Release Date:-8th March,2013
Movie Name:-Saheb Biwi Aur Gangster Returns(2013)
Song Name:- Media Se
Singer:- Paroma P. Das Gupta
Music:-Sandeep Chowta
Media Se Saheb Biwi Aur Gangster ReturnsĀ Lyrics:-
Media se keh du kya main khule aam re Haaye Media se keh du kya main khule aam re Ke balma band kamre mein raat meeting kare Haaye ke balma band kamre mein raat meeting kare Media se keh du kya main khule aam re Haaye.. Media se keh du kya main khule aam re Ke balma band kamre mein raat meeting kare Haaye haaye balma band kamre mein raat meeting kare.. Tum to mare the jo barchhi laathi kisi se kabhi na dare [haaye..] Jab se bane hain to murjhaaye se ???????? [haaye..] Bistar jo bole tha do ka pahaada duhaai maang le Haan karta hai jee tod ke sara rishta rihaai maang le Haaye raunak pehle jaisi, dil mein naughty kare Ke balma band kamre mein raat meeting kare.. Haaye re Media se keh du kya main khule aam re Haaye Media se keh du kya main khule aam re.. Behla ke, fusla ke, balkha ke, lehra ke Milte thi kaise gale Main rooth jaati thi, to woh manaate the Lambe the woh silsile Baahon mein bhar ke tumhaare lagaaoon Yeh bhaaye na hamein Ban jao tum mere dil ke minister Sataao na hamein Zara sambhlo din na aaye, ke panauti bhare Ke balma band kamre mein raat meeting kare... Media se keh du kya main khule aam re Haan.. Media se keh du kya main khule aam re Ke balma band kamre mein.. raat meeting kare Ke balma band kamre mein raat meeting kare Ke balma band kamre mein raat meeting kare Ke balma band kamre mein raat meeting kare...
Media Se Saheb Biwi Aur Gangster Returns Vedio Song:-
ALL SONGS LYRICS OF Saheb Biwi Aur Gangster Returns :-
| Sr.No. | Song Name | Lyrics Link |
|---|---|---|
| 1 | Jugni -Jazzy B | Lyrics |
| 2 | Kona Kona Dil Ka -Devki | Lyrics |
| 3 | Bas Chal Kapat-Piyush Mishra | Lyrics |
| 4 | Media Se-Paroma P. Das Gupta | Lyrics |
| 5 | Idhar Gire-Sowmya Raoh | Lyrics |

